

Sahar ka waqt tha masoom kaliyan muskurati thi
Hawain kher makdam kay taranee gun gunatii theen
Abhi Jibrail(A.S) bhee Utray naa thay Kaabey ky mimbar syy
Kyy itny mein saadaa ayeee Hai Abdullah kyy ghr sy
Mubarak ho Shahe har Du sara tashreef le aye
Mubarak ho Muhammad Mustafa(S.A.W.) Tashreef lay aye
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
Muhammadun syeddul konain-e- wasaqalain
wal fariqaini min arbiyon wa min ajami
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhre Aalam
Badshah e Ins -o- jaan
Sarwar-e-konain Sultan-e-Arab Shah-e-Ajam
Wo Mohammad(S.A.W.) Fakhr-e-Alam Badshah-e-Ins-o-jaan
Sarwar-e-konain Sultan-e-Arab
Shah-e-Ajam
Aik din Jibrail(A.S.) say kehny lagyy Shah-e-ummam
Tmne dekha hai jahan Batlao to kese hain ham
Arz ki Jibrail(A.S) Ney aye Shahidi ayy Muhtaraam
Ap ka koi mumasaaal Hee nahi Rab ki qasm
Moula ya sali wa salim da iman abadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimi
Huwal habibul ladzi turjaa shayfa'atuhu
Huwal habibul azitur jaa shafatuhu
Li qualli hawli minal ahwal muaqtahem
Mere mola sada thiudrid k gajre
Apne mabub pr jo teri h taqliq behtri
Usee mehbub se babasta ummide shafat hai
Kay har himmat shikar mushkil me
Jisne dastgiri ki
Na Koi Aap(S.A.W) Jesa Tha
Na koi Aap(S.A.W) jesa hai
Koi yunsuf se puche Mustafa ka husn kesa hai
Zameen 0 aasmaan me koi bhi misaal naa mili
Maula yaa sallee waa saallim daa iman Aabadan
Awllaaa habib bika khairin khalqi kulihimee
Salam USS pr ke jisne beqason ki dastgeeri ki
Salam USS pr ke jisne Badshahi me faqeeeri ki
Salam USS pr ke jis ke ghr me Chaandi thi na Sona tha
Salam USS pr ke tootaa boryaa jiskaa bichonaa thaa
Salam aye Amina ke laal
Aye mehboob-e-subhanii
Salam aye Fakhri Moujudad Fakhri Noye insaani
Teri soorat Teri seerat
Tera naksha Tera jalwa
Tabbasum guftugu bndanawaazi Khanda peshani
tera dar ho mera sar hoo
mera dil ho tera ghar hoo
Tamanna Mukhtasar see hai
Magar tamheed to laani
Tamanna Mukhtasar see hai
Magar tamheed to laani
Add Your Comments