Yeh sab tumhara karam hai Aaqa

Yeh sab tumhara karam hai Aaqa
Your browser doesn’t support HTML5 audio

Koi saleeqa hai Arzoo ka,
Na bann-dagi meri bandagi hai,
yeh sab tumhara karam hai aaqa
Kay baat Ab taak bani hui hai

Kissi ka ehsan kun Uthain,
kissi ko Haalat kyon batain
Tum-hein se mangein gay tum hi doo gay
Tum-hare dar se hi loo lagi hai

Ata kiya mujh ko dard e ulfat,
Kaha thee yeh Puor khata ki qismat
Mein iss karam ke kaha tha qabil
Hoozur ki banda par,wari hai

Main ess kamar k Kaha tha Qabli
Main ess kamar k Kaha tha Qabli
Shoor o fikro nazar ke dairey
Had ka in se barh na paain
Na choo sake un balandiyon ko
jaha maqa'mey Muhammadi hai
Yeh sab tumhara karam hai aaqa

Tajaliyon ke kafeel tum ho,
MUrad tu ke khalil tum ho
Khuda ki roshan dalil tum ho,
Yeh sab tumhari hi roshni hai
yeh sab tumhara karam hai aaqa

Bashir kahiye nazir kahiye
Unhein siraje munir kahiye
Jo sar ba sar hai kalam e rabbi
woh merey Aqa ki zindagi hai

Ammal ki merey asas kiya hai
Bajuz nadamat ke paas kiya hai
Ammal ki merey asas kiya hai
Ammal ki merey asas kiya hai

Rahe salamat App ki Nisbat
Meera to toh sab aasra yehi hai
Hai Kaaba bhi marja e khalaiq,
Bohat numayan hai yeh haqaiq

Magar jo maqsoode e aashqi hai
Huzur ke dar ki haazri hai
Yehi hai khalid asas rehmat,
Yehi hai khalid bina e azmat



Nabi ka irfan zindagi hai,
Nabi ka irfan bandagi hai


Add Your Comments

Disqus Comments