

Your browser doesn’t support HTML5 audioPlayer to Listen Har waqt tasawwur mein
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Or yaaad Muhammad ki mere dil mein basi ho
DO SOoz Bilala Kaa mile dard Raza sa
Sarkar ataa ishq-ee-Owais-e-Qarni ho
Aye kaash! main banjaoo Madine ka musafir
Phir roti hui Taiba ko baaraat chali hOo
Phir Rehmat-e-Bari se chaloo soo-e-Madina
Aye kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho
Phir Rehmat-e-Bari se chaloo soo-e-Madina
Aye kaash! muqaddar se mayas’sar woh ghadi ho
Aye kaash! Madine mein mujy mout yoon aaye
Qadmoo mein Tery saar ho meri rooh chali ho
Jis waqt nakirein meri qabr mein aaye
Us waqt mere laaab pay sajee Naat-e-Nabi ho
Aaqa ka Gada hoon Ay Jahanum Tu bi Sun Lay
Woh kesy jaly Jo K Gulame Madne Hoo
Aaqa ka Gada hoon Ay Jahanum Tu bi Sun Lay
Woh kesy jaly Jo K Gulame Madne Hoo
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
ALLAH! karam aisa kare tujh par jahaan mein
Aye Dawate Islami teri dhoom machi ho
AQA ka gada hoon aye jahan’nam tu bhi sunle
Woh kaise jale jo ke ghulam-e-Madani ho
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Har waqt Tasawwur mein Madine ki gali hoo
Add Your Comments